% \startsong \stitle{mere pyaar kii umar ho itanii sanam}% \film{Waris}% \year{1988}% \starring{Smita Patil, Raj Babbar ?}% \singer{Lata, Vinod Rathod (?)}% \music{Uttam Singh-Jagdish Khanna(?)}% \lyrics{}% % % Contributor: Satish Subramanian (subraman@cs.wisc.edu) % Transliterator: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % Credits: % Comments: Smita's last film. Rekha dubbed her dialogues after Smita died. % \printtitle #indian % l: mere pyaar kii umar ho itanii sanam tere naam se shuruu, tere naam pe khatam terii khushii se hai, khushI, tere Gam se hai Gam, tere naam \threedots mere sapane gulaabii nii.nde.n ho gaI javaa.N \- 2 lo aake terii baaho.n me.n, ho, lo aake terii baaho.n me.n mai.n kho gaI kahaa.N vi: haazir hai jaan, jaan\-e\-man, jaan kii qasam, tere naam \threedots binA tere ik pal bhii mujhe rahA nahii.n jaae \- 2 ye duur duur rahanaa \threedots ab sahaa nahI.n jaae l: terii pyaar bharii baaho.n me.n hii nikalegaa dam, tere naam \threedots % #endindian \endsong %