% \startsong \stitle{mere piyaa gaye ra.nguun}% \film{Patanga}% \year{1949}% \starring{}% \singer{Shamshad, Chitalkar}% \music{C Ramchandra}% \lyrics{}% % % Contributor: Atish Sanyal (ASANYAL@worldbank.org) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu) % Comments: a stage: Man on telepone; Burmese backdrop; man is surrounded % by slim dancing Burmese beauties. Other half of stage, lady on % telephone; empty residential street backdrop. \printtitle #indian % ##Man (not necessarily Chitalkar's voice, could be actor) talking: Hello,##hindustaan kaa deharaaduun? ##Hello,##mai.n ra.nguun se bol rahaa huu.N mai.n apanii bIvii renukaa devii se baat karanaa chaahataa huu.N haa.n haa.n sh: mere piyaa; ho mere piyaa gaye ra.nguun kiyaa hai vahaa.N se TelIfuun (tumhaarii yaad sataatii hai \- 2) jiyaa me.n aag lagaatii hai mere piyaa gaye ra.nguun kiyaa hai vahaa.N se TelIfuun (tumhaarii yaad sataatii hai)\- 2 jiyaa me.n aag lagaatii hai ci: (ham chho.D ke hindustaan (bahut pachhataaye \- 2) \- 2 huii bhuul jo tumako saath nA lekar aaye \- 2 ham barmaa kii galiyo.n mai.n aur tum ho deharaaduun (tumhaarii yaad sataatii hai \- 2) jiyaa me.n aag lagaatii hai sh: (merii bhuukh pyaas bhii kho gaye (gam ke maare\- 2) \- 2 mai.n adhamuii sii ho gaI Gam ke maare \- 2 tum bin, saajan, janavarii faravarii ban gaye me aur juun (tumhaarii yaad sataatii hai \- 2) jiyaa me.n aag lagaatii hai C: (ajii tumase bichha.Dake ho gaye (ham sanyaasii \- 2) \- 2 khaa lete hai.n jo mil jaaye ruukhii suukhii baasii \- 2 ajii luu.ngii baa.Ndh, ke kare.n guzaaraa bhuul gaye pataluun (tumhaarii yaad sataatii hai \- 2) jiyaa me.n aag lagaatii hai % #endindian \endsong %