% \startsong \stitle{a.ndherii raat me.n ham aur tum}% \film{Juhi}% \year{1997?}% \starring{}% \singer{Abhijit, Kavita Subramaniam}% \music{Devang Patel}% \lyrics{Anjum}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % a.ndherii raat me.n ham aur tum haatho.n me.n haath hai hosh hai.n gum bhiigaa mausam mast samaa.n hai tum hasii.n to ham bhii javaa.n hai.n aise me.n ab hosh kahaa.n hai aa.Nkho.n me.n bas josh rahaa hai a.ndherii raat me.n \threedots zamii.n pe pyaar kii behoshii dekho chhaane lagii rimajhim rimajhim barasaat gaane lagii bhiinii khushbuu bhii havaa_o.n me.n se aise milane lagii mastii me.n mast ba.nd kaliyaa.N bhii khilane lagii.n ho_e zamii.n pe pyaar kii behoshii dekho chhaane lagii ek to hai ye mausam suhaanaa aur hai ye dil bhii diivaanaa dekho mauqaa ye naa ga.nvaanaa batalaanaa naa ko_ii bahaanaa a.ndherii raat me.n \threedots har ik dil ko milaa duuje dil kaa saath hai dil jo bejubaa.n to nazaro.n me.n baat hai ye zaruurii hai kahanaa baat kuchh khaas hai dha.Dakan tej hai aur ho.nTho.n pe pyaas hai o_e har ik dil ko milaa duuje dil kaa saath hai ik chehare me.n duuje kaa saayaa manachaahaa jab saathii paayaa jaaduu pyaar kaa aisaa chhaayaa chaa.Nd bhii dekho sharamaayaa a.ndherii raat me.n \threedots % #endindian \endsong