% \startsong \stitle{aajaa aajaa mere sapano.n ke raajakumaar}% \film{Jaanwar}% \year{1999}% \starring{Akshay Kumar, Karisma Kapoor}% \singer{Alka Yagnik, Chorus}% \music{Anand Milind}% \lyrics{Sameer}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % sar se sar sar chunarii sarake dhak dhak dhak dhak dil meraa dha.Dake khan khan khan khan chuu.Dii khanake chhan chhan chhan chhan paayal chhanake bole baar baar mere sapano.n ke raajakumaar mujhe hai teraa i.ntazaar aajaa sanam ab aajaa sajan ab aajaa piyaa tuu aajaa aajaa aajaa mere sapano.n ke \threedots tere bin mere sajan meraa dil ab maane naa mere din kaise kaTe.n paradesii tuu jaane naa jaagii so_ii rahatii huu.N ishq me.n kho_ii rahatii huu.N mai.n paagal diivaanii huu.N terii prem kahaanii huu.N bikharii hai.n laTe.n bahakii chaal hai aake dekh le meraa kyaa haal hai u.Dii hai.n nii.nde.n nii.nde.n chain kahii.n ab aa_e naa sajan ab aajaa sanam ab aajaa balam ab aajaa piyaa tuu aajaa aajaa aajaa mere sapano.n ke \threedots yaado.n kii khushbuu me.n Dhuu.nDhuu.n tujhako kaliyo.n me.n logo.n kii nazaro.n me.n Dhuu.nDhuu.n tujhako galiyo.n me.n ye pyaasii pyaasii baahe.n dekh rahii.n terii raahe.n naa jaane kab aa_egaa mere khvaab sajaa_egaa laharaane lagii zaraa thaam le ta.Dapaataa hai kyuu.n aajaa saamane basaa luu.n man me.n man me.n tanhaa rahaa ab jaa_e naa sajan ab aajaa sanam ab aajaa balam ab aajaa diivaane aajaa aajaa aajaa mere sapano.n ke \threedots % #endindian \endsong