% \startsong \stitle{mere ghar aa_ii ek nanhii parii, ek nanhii parii}% \film{Kabhi Kabhi}% \year{1976}% \starring{Amitabh, Shashi, Rishi Kapoor, Raakhi, Nitu Singh}% \singer{Lata}% \music{Khaiyyam}% \lyrics{Sahir}% % % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) % Rajan P. Parrikar (parrikar@mimicad.Colorado.EDU) % C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % mere ghar aaI ek nanhii parii, ek nanhii parii chaa.ndanii ke hasiin rath pe savaar mere ghar aaI \threedots usakii baato.n me.n shahad jaisii miThaas usakii saaso.n me.n itar kii mahakaas ho.nTh jaise ke bhiige\-bhiige gulaab gaal jaise ke bahake\-bahake anaar mere ghar aaI \threedots usake aane se mere aa.ngan me.n khil uThe phuul gunagunaayii bahaar dekh kar usako jii nahii.n bharataa chaahe dekhuu.N use hazaaro.n baar (2) mere ghar aaI \threedots maine puuchhaa use ke kaun hai tuu ha.nsake bolii ke mai.n huu.N teraa pyaar mai.n tere dil me.n thii hameshaa se ghar me.n aaI huu.N aaj pahalii baar mere ghar aaI \threedots % #endindian \endsong %