% \startsong \stitle{saare badan me.n zahar cha.Dh gayaa ... mujhe bichchhuu la.D gayaa re}% \film{Inquilaab}% \year{1984}% \starring{Amitabh Bachchan, Sridevi, Kadar Khan, Utpal Dutt, Shakti Kapoor}% \singer{Kishor, Asha}% \music{Laxmikant Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % are ( saare badan me.n zahar cha.Dh gayaa mujhe bichchhuu la.D gayaa re ) \-2 bichchhuu la.D gayaa kam na hu_aa dard aur ba.Dh gayaa bichchhuu la.D gayaa \threedots tuune o zulmii karake ishaaraa chuTakii bharii yaa Da.nk maaraa ye dekh niilaa nishaan pa.D gayaa ( kal jo kiyaa thaa vo phir tuu aaj kar ko_ii davaa meraa ilaaj kar ) \-2 mar jaa_uu.ngaa mai.n teraa paa.Nv pa.D gayaa bichchhuu la.D gayaa \threedots ( kaliyo.n ne khilakar a.nga.Daa_iyaa.N lii.n bha.nvaro.n ne sir par rusavaa_iyaa.N lii.n ) \-2 aa_ii bahaar gayaa patajha.D gayaa bichchhuu la.D gayaa \threedots % #endindian \endsong