% \startsong \stitle{ham jab chale.n to ye jahaa.N jhuume}% \film{Hum Hindustani}% \year{1960}% \starring{Sunil Dutt, Asha Parekh, Joy Mukherjee}% \singer{Rafi}% \music{Usha Khanna}% \lyrics{Sahir}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10465 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % ham jab chale.n to ye jahaan.N jhuume aarazuu hamaarii aasamaa.N ko chuume o ho ho ham jab chale.n \threedots ham na_e jahaan ke paasabaa.N ham na_ii bahaar ke raazadaa.N ham ha.Nse.n to ha.Ns pa.De har kalii ham chale.n to chal pa.De zindagii saare nazaaro.n me.n phuulo.n me.n taaro.n me.n hamane hii jaaduu bharaa ham jab chale.n \threedots hamase hai fizaa_o.n me.n ra.ng\-o\-buu hamase hai is zamii.n kii aabaruu nadiyo.n kii raaginii hamase hai har taraf ye taazaGii hamase hai saare nazaaro.n me.n \threedots duur ho ga_ii.n sabhii mushkile.n khi.nch ke paas aa ga_ii.n ma.nzile.n dekhakar shabaab ke hausale khud\-ba\-khud simaT ga_e faasale saare nazaaro.n me.n \threedots % #endindian \endsong