% \startsong \stitle{haay soniye ... o tuu raat kha.Dii thii chhat pe nii mai.n samajhaa}% \film{Himalay Ki God Mein}% \year{1965}% \starring{Manoj Kumar, Mala Sinha, Shashikala}% \singer{Rafi, Usha Timothi}% \music{Kalyanji-Anandji}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10980 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % ra \: haay soniye hiiriye\-hiiriye haay re haay u \: o_e soniyaa o_e soniyaa ho_e raa.njhiyaa raa.njhiyaa raa.njhiyaa ko \: o_e shaabaa o_e shaabaa nii ku.Diye pahaa.D diye o_e shaabaa o_e shaabaa ve mu.nDiyaa shahar diyaa ra \: o tuu raat kha.Dii thii chhat pe nii mai.n samajhaa ke chaa.Nd nikalaa ko \: hoy tuu raat kha.Dii \threedots u \: buraa ho teraa tujhe dekh ke koThe se meraa pair phisalaa ko \: buraa ho teraa \threedots ra \: ( kaT jaa_e naa merii zindagii ) \-2 ho_e terii kal paraso.n me.n ko \: kaT jaa_e naa \threedots u \: ( kal paraso.n me.n baat nahii.n banatii ) \-2 banatii hai jaa ke baraso.n me.n ko \: kal paraso.n me.n \threedots ra \: ( tere paa.Nv me.n nahii.n ghu.Ngharuu ) \-2 hotii hai chham\-chham kaise ko \: tere paa.Nv me.n \threedots u \: ( ye to raaz kii baate.n hai.n ) \-2 bataa de.n tujhe ham kaise ko \: ye to raaz \threedots ra \: ( terii zulf jo bikharii to ) \-2 leke biin sapere aa ga_e ko \: terii zulf jo \threedots u \: ( merii zulf hai naagin to ) \-2 bure din bas tere aa ga_e ko \: merii zulf hai \threedots ra \: chal chali_e nii muTiyaare baisaakhii vaale mele me.n ko \: chal chali_e nii \threedots u \: ( mele kaa to bahaanaa hai ) \-2 tuu mujhe chhe.Degaa akele me.n ko \: mele kaa to \threedots % #endindian \endsong