% \startsong \stitle{ahaa kyaa terii zulfe.n hai.n kyaa terii aa.Nkhe.n hai.n}% \film{Hum Sab Ustad Hain}% \year{1965}% \starring{Kishor Kumar, Dara Singh, ,Sheikh Mukhtar, Ameeta, Bela Bose}% \singer{Kishor, Asha}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Asad Bhopali}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11965 [V S Rawat] % % Song courtesy: http://www.indiascreen.com (Late Shri Amarjit Singh) % \printtitle #indian % ki \: ahaa kyaa terii zulfe.n hai.n ahaa kyaa terii aa.Nkhe.n hai.n ahaa mai.n jise umr bhar Dhuu.NDhaa kiyaa wahii hai tuu aa \: ahaa kyaa terii baate.n hai.n ahaa kyaa mulaaqaate.n hai.n ahaa dil jise bin mile chaahaa kiyaa wahii hai tuu ki \: ahaa kyaa terii zulfe.n hai.n ki \: rukii\-rukii dabii\-dabii saa.Nse.n uf taubaa aa \: dil me.n mere chubhatii hu_ii nazare.n uf taubaa ki \: rukii\-rukii dabii\-dabii saa.Nse.n uf taubaa aa \: ho ho.NTh tharraaye nigaahe.n Kud\-ba\-Kud sharmaa ga_ii.n ki \: kyaa terii zulfe.n hai.n ahaa kyaa terii aa.Nkhe.n hai.n ahaa mai.n jise umr bhar Dhuu.NDhaa kiyaa wahii hai tuu aa \: ahaa kyaa terii baate.n hai.n aa \: aa aa aa \: dhiire\-dhiire khulane lagaa raaz\-e\-dil meraa ki \: tuune abhii chhe.Daa hii kyo.n saaz\-e\-dil meraa aa \: dhiire\-dhiire khulane lagaa raaz\-e\-dil meraa ki \: haa.N jab tuu hai saath sanam phir ko_ii baat sanam maanataa hai dil kahii.n aa \: kyaa terii baate.n hai.n ahaa kyaa mulaaqaate.n hai.n ahaa dil jise bin mile chaahaa kiyaa wahii hai tuu ki \: ahaa kyaa terii zulfe.n hai.n ki \: kyaa ho agar baad\-e\-sabaa aa.Nchal Dhalakaa de aa \: aisaa na ho ke terii nazar kahii.n shole bha.Dakaa de ki \: kyaa ho agar aa \: ha ki \: baad\-e\-sabaa aa \: ha ki \: aa.Nchal Dhalakaa de aa \: ho hosh u.D jaaye.nge aage baat kahane kii nahii.n ki \: kyaa terii zulfe.n hai.n ahaa kyaa terii aa.Nkhe.n hai.n ahaa mai.n jise umr bhar Dhuu.NDhaa kiyaa wahii hai tuu aa \: ahaa kyaa terii baate.n hai.n ahaa kyaa mulaaqaate.n hai.n ahaa dil jise bin mile chaahaa kiyaa wahii hai tuu ki \: ahaa kyaa terii zulfe.n hai.n % #endindian \endsong