% \startsong \stitle{dekho ye diivaanaa ... pyaar hu_aa naa ai ai re maamaa}% \film{Hum Ho Gaye Aap Ke}% \year{2001}% \starring{Fardin Khan, Reema Sen, Apurva Agnihotri}% \singer{Sunidhi Chauhan, Chorus}% \music{Nadeem Shravan}% \lyrics{Sameer}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % ##Hey you and me mates remember## dekho ye diivaanaa maaraa gayaa shiishe me.n dil ke utaaraa gayaa haa.N dekho ye \threedots kisakii nigaaho.n me.n ye bas gayaa jaake bechaaraa kahaa.N pha.ns gayaa pyaar hu_aa naa ai ai re maamaa dil to gayaa naa haa haa re maamaa haa.N pyaar hu_aa naa ai ai re maamaa haa.N dil to gayaa naa re maamaa naadaa.n hai tuu naa tujhako khabar hai aasaa.n nahii.n ye dil kaa safar hai mushkil ba.Dii hai.n ye chaahat kii raahe.n jiine naa de.ngii ye kamasin adaa_e.n zulfo.n ke saa_e se bach ke nikal paagal anaa.Dii mere saath chal dilabar nahii.n kaam hai ye teraa tuu maan le ab to kahanaa meraa pyaar hu_aa naa \threedots mere labo.n pe hai terii kahaanii tere li_e hai ye merii javaanii kyaa kah rahii.n hai.n ye ra.ngiin raate.n aajaa kare.n mil ke chaahat kii baate.n yuu.n mujhase daaman chhu.Daa ke na jaa taubaa merii tuu kahaa.n kho gayaa mere sanam tujhako kyaa ho gayaa pyaar hu_aa naa \threedots % #endindian \endsong