% \startsong \stitle{chaa.Ndii kii Daal par sone kaa mor}% \film{Hello Brother}% \year{1999}% \starring{Salman Khan, Arbaaz Khan, Rani Mukherji}% \singer{Alka Yagnik, Salman Khan, Chorus}% \music{Himesh Reshammiya}% \lyrics{Sudhakar Sharma}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % raanii dekh raajaa ye maTakii ek paTakii me.n to.Dataa hai ghe_uun Taak ghe_uun Taak chaa.Ndii kii Daal par sone kaa mor sone kaa mor taak jhaa.nk taak kare niiche kaa chor ghe_uun Taak chor bane mor mere dil kaa hai vo chitachor chaa.Ndii kii Daal \threedots mausam ba.Daa be_iimaan hai dil ye meraa pareshaan hai samajhaa_uu.n kaise ye dil hai diivaanaa bas me.n nahii.n dil kaa ye aanaa jaanaa hotii hai jaalim ye dil kii lagii jaa re jaa diivaane jaa aise baat naa ba.Dhaa aayaa hai lekar ye Tolii kahii.n se kissaa sunaa hogaa tumane kisii se choro.n ko bhii pa.D jaate hai.n mor ghe_uun Taak chaa.Ndii kii Daal \threedots maTakii dikhaa tuu to.D ke yaa dau.D jaa galii chho.D ke aa_e ga_e tujhase kitane Taporii maTakii abhii tak hai ye korii korii piichhe haTaa le apane kadam terii maTakii to.De.nge aise ham na chho.De.nge mausam javaanii ke naa biit jaa_e.n kissaa suno ek ham bhii sunaa_e.n choro.n ke ghar bhii aate hai.n chor ghe_uun Taak chaa.Ndii kii Daal \threedots % #endindian \endsong