% \startsong \stitle{ku.Dii ku.nvaarii tere piichhe ... jaataa kahaa.n hai soNeyaa}% \film{Hadd Kar Di Aapne}% \year{2000}% \starring{Govinda, Rani Mukherji}% \singer{Jaspindar Narula, Anand Raj Anand}% \music{Anand Raj Anand}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % ku.Dii ku.nvaarii tere piichhe piichhe piichhe piichhe jaataa kahaa.n hai soNeyaa aise nazar kar nichche nichche nichche nichche jaataa kahaa.n hai soNeyaa mere to.n galatii ho ga_ii ##O K## mainuu.n maaf kar de ##O K## aive.n chha.Dake naa jaa naa de dhokhe ku.Dii ku.nvaarii \threedots ##By the way what's your problem.## ##By the way## tumhe.n kyaa karanaa hai ##By the way## ye kuchh vaade karane hai.n unhe.n puuraa karanaa hai sa.ng jiinaa hai sa.ng maranaa hai to kar lo naa jo karanaa hai ##Don't bother me## ##Really.## resham sii zulfe.n bahakii nigaahe.n tujhako bulaa_e.n aa lauT chal tere safar kii mai.n hamasafar huu.N mere sanam mere saath chal thaam le baa.Nh merii samajh le ishaaraa ko_ii lagataa nahii.n hai mujhe tujhase pyaaraa meraa nain churaa ke naa jaa aise naa jaa aajaa aajaa tere sapano.n kii raanii roke jaataa kahaa.n hai \threedots kyaa mastiyo.n kaa mausam hai yaaraa mausam kaa kahanaa hai tuu maan le yauvan hai ik saavan jaisaa rahataa nahii.n ye sadaa jaan le tujhe merii kasam aur kar naa sitam kahii.n aisaa naa ho mujhe lag jaa_e Gam ye javaanii terii ##O K## mai.n diivaanii terii ##O K## aajaa tuu bhii diivaanaa ho ke jaataa kahaa.n hai \threedots % #endindian \endsong