% \startsong \stitle{aa.Nkho.n kii gustaakhiyaa.n maaf ho.n}% \film{Hum Dil De Chuke Sanam}% \year{1999}% \starring{Ajay Devgan, Salman Khan, Aishwarya Rai, Helen}% \singer{Kumar Sanu, Kavita Subramaniam, Chorus}% \music{Ismail Darbar}% \lyrics{Mehboob}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % aa.Nkho.n kii gustaakhiyaa.n maaf ho.n ik Tuk tumhe.n dekhatii hai.n jo baat kahanaa chaahe zubaa.n tumase ye vo kahatii hai.n aa.Nkho.n kii sharm\-o\-hayaa maaf ho.n uThii aa.Nkhe.n jo baat naa kah sakii.n jhukii aa.Nkhe.n vo kahatii hai.n aa.Nkho.n kii gustaakhiyaa.n \threedots kaajal kaa ik til tumhaare labo.n pe lagaa luu.n haa.n cha.ndaa aur suuraj kii nazaro.n se tumako bachaa luu.n o palako.n kii chilaman me.n aa_o mai.n tumako chhupaa luu.n khyaalo.n kii ye shokhiyaa.n maaf ho.n haradam tumhe.n sochatii hai.n jab hosh me.n hotaa hai jahaa.N madahosh ye karatii hai.n aa.Nkho.n kii sharm\-o\-hayaa \threedots ye zi.ndagii aapakii hii amaanat rahegii ai he dil me.n sadaa aapakii hii muhabbat rahegii ai he in saa.Nso.n ko aapakii hii zaruurat rahegii haa.n is dil kii naadaaniyaa.n maaf ho.n ye merii kahaa.n sunatii hai.n ye pal pal jo hotii hai.n bekal sanam to sapane na_e bunatii hai.n aa.Nkho.n kii gustaakhiyaa.n \threedots % #endindian \endsong