% \startsong \stitle{rah\-rah ke teraa dhyaan rulaataa hai kyaa karuu.N}% \film{Gajre}% \year{1948}% \starring{Suraiya, Motilal, Geeta Nizami}% \singer{Suraiya}% \music{Anil Biswas}% \lyrics{G S Nepali}% % % Contributor: BOL ANAMOL #12512 [V S Rawat], 10/02/2004 % % Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh) % \printtitle #indian % rah\-rah ke teraa dhyaan rulaataa hai kyaa karuu.N har suu gar mujhako tuu nazar aataa hai kyaa karuu.N rah\-rah ke teraa dhyaan terii samajh me.n bhii nahii.n aataa hai meraa haal \-2 merii zabaa.N pe bhii nahii.n aataa hai kyaa karuu.N \-2 rah\-rah ke teraa dhyaan ( ye mujhako kyaa hu_aa hai mujhe Kud Kabar nahii.n mujhe Kud Kabar nahii.n ) \-2 har waqt ko_ii yaad hii aataa hai kyaa karuu.N \-2 rah\-rah ke teraa dhyaan hairaa.N huu.N jab bhii aa.Nkh se aa.Nsuu Tapakataa hai \-2 dil kii lagii ko aur ba.Dhaataa hai kyaa karuu.N \-2 rah\-rah ke teraa dhyaan % #endindian \endsong %