% \startsong \stitle{ko_ii din zindagii ke gunagunaa kar hii bitaataa hai}% \film{Gunjan}% \year{1948}% \starring{Nalini Jaywant, Trilok Kapoor, Balraj Sahni, David}% \singer{Mukesh}% \music{Ashok Ghosh}% \lyrics{Saraswati Kumar 'Deepak'}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11372 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: This lyrics were printed in Listeners' Bulletin Vol #66 under Geetanjali #56 % \printtitle #indian % ko_ii din zindagii ke gunagunaa kar hii bitaataa hai ko_ii paa kar ke khotaa hai ko_ii kho kar ke paataa hai hamaarii zindagii bhii kyaa kabhii ha.Nsanaa kabhii ronaa jise ham apanaa kahate hai.n vo hamase duur jaataa hai ummiide.n luT ga_ii.n jisakii tasavvur chhin gayaa jisakaa vo kashtii aap hii gahare samandar me.n Dubaataa hai agar dil ho gayaa viiraa.N karuu.Ngaa maut se ulfat kisii bad{}haal par ab kaun do aa.Nsuu bahaataa hai kisii ke chain se aaraam se kyaa vaastaa apanaa na ko_ii saath detaa hai na ko_ii paas aataa hai % #endindian \endsong