% \startsong \stitle{mausam hai aashiqaanaa}% \film{Pakeezah}% \year{1971}% \starring{Rajkumar, Meena Kumari, Ashok Kumar}% \singer{Lata}% \music{Ghulam Mohammad}% \lyrics{Kamal Amrohi}% % % Contributor: % Transliterator: % Credits: Anand P. Narayan Banana (narayan@ucsu.Colorado.EDU) % Editor: % \printtitle #indian % mausam hai aashiqaanaa ai dil kahii.n se unako aise me.n Dhuu.NDh laanaa kahanaa ke rut javaa.n hai, aur ham taras rahe hai.n kaalii ghaTaa ke saae, birahan ko Da.Ns rahe hai.n Dar hai na maar Daale (saavan kaa kyaa Thikaanaa) \- (2) mausam hai \threedots suuraj kahii.n bhii jaae, tum par na dhuup aae tumako pukaarate hai.n, in gesuo.n ke saae aa jaao mai.n banaa duu.N (palako.n kaa shaamiyaanaa) \- (2) mausam hai \threedots firate hai.n ham akele, baa.nho.n me.n koii le le aakhir koii kahaa.N tak, tanahaaiyo.n se khele din ho gae hai.n zaalim (raate.n hai.n qaatilaanaa) \- (2) mausam hai \threedots ye raat ye khaamoshii ye Kvaab se nazaare jugnuu hai.n yaa zamii.n par, utare hue hai.n taare betaab merii aa.Nkhe.n (madahoshh hai zamaanaa) \- (2) mausam hai \threedots % #endindian \endsong %