% \startsong \stitle{mere khvaabo.n me.n tuu ... mere dil ne kiye tujhe}% \film{Gupt/ The Hidden Truth}% \year{1997}% \starring{Bobby Deol, Manisha Koirala, Kajol}% \singer{Udit Narayan, Sadhana Sargam}% \music{Viju Shah}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % mere khvaabo.n me.n tuu merii saa.Nso.n me.n tuu merii baaho.n me.n tuu dil kii raaho.n me.n tuu raat din subah\-o\-shaam le ke teraa naam mere dil ne kiye tujhe laakho.n salaam tuu ho ko_ii phuul to churaa luu.n he he apanii zulfo.n me.n lagaa luu.n palako.n ke niiche chhupaa luu.n tuu ho ko_ii jaam to u.Daa luu.n he he apanii pyaas mai.n bujhaa luu.n aa.Nchal ke piichhe chhupaa luu.n naa mai.n phuul naa mai.n jaam diivaanaa meraa naam meraa naam saarii duniyaa me.n hai badanaam mere khvaabo.n me.n tuu \threedots tujhako ko_ii giit mai.n banaa luu.n haa.n haa.n apane ho.nTho.n pe sajaa luu.n jii chaahe jab gunagunaa luu.n tujhako man kii miit mai.n banaa luu.n haa.n haa.n apanii palako.n pe biThaa luu.n haa.N jii chaahe jab bulaa luu.n husn kaa mai.n gulaam aashiq hai meraa naam ishq aasaa.n nahii.n ba.Daa mushkil hai kaam mere khvaabo.n me.n tuu \threedots % #endindian \endsong