% \startsong \stitle{phuulo.n me.n kaliyo.n me.n ... dil hai bechain aajaa}% \film{Gang}% \year{1999}% \starring{Jackie Shroff, Juhi Chawala, Nana Patekar, Kumar Gaurav, Javed Jaffery}% \singer{Kumar Sanu, Sadhana Sargam, Chorus}% \music{Annu Malik}% \lyrics{Javed Akhtar}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % phuulo.n me.n kaliyo.n me.n pyaar kii galiyo.n me.n dono.n mile.n mil ke chale.n anajaanii raaho.n me.n ham ai he dil hai bechain aajaa aajaa ai he pyaase hai.n nain aajaa aajaa phuulo.n me.n \threedots gaa rahii hai.n havaa_e.n pyaar ke vo taraane gunagunaake jinhe.n ham ho ga_e the diivaane mastii kaa aalam hai milane kaa mausam hai to kisali_e ye faasale kyuu.n ham pe hai ye sitam ai he dil hai bechain \threedots tuu kahii.n kho gayaa to mai.n rahii kho_ii kho_ii jaane kyaa ho gayaa thaa mai.n na jaagii na so_ii mai.n raah takatii thii kab se tarasatii thii terii sadaa sun ke lagaa mai.n jii uThii huu.N sanam ai he dil hai bechain \threedots % #endindian \endsong