% \startsong \stitle{o mere duulhe raajaa baaje galiyo.n me.n baajaa}% \film{Ek Thaa Dil Ek Thi Dhadkan}% \year{1998}% \starring{Rajendra Kumar, Biswajeet, Inder Kumar, Arbaz, Isha Kopikar, Himani}% \singer{Abhijit, Chorus}% \music{Anand Raj Anand}% \lyrics{Javed Akhtar}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % o mere duulhe raajaa baaje galiyo.n me.n baajaa milane sasuraajii tere aa_e re le ke aa_ii tilak hai samadhan samadhii le ke aa_e hai.n tan man dhan baaje galiyo.n me.n baajaa aaj re kyaa mai.n bataa_uu.n kaise hai.n tere sasuraajii mu.nh se nikal na jaa_e ko_ii gaalii ho dulhan kii ammaa yahii moTe nakhare vaalii dulhan kii bhaabhii ek ##number## kam vaalii dulhan kii hai jo bahanaa vaah jii vaah kyaa usakaa kahanaa kyaa mai.n bataa_uu.n kuchh na kahaa jaa_e re le ke aa_ii tilak hai \threedots duulhe raajaa hai.n kaise tere gharavaale kyo.n tuune hai.n musTa.nDe paale are baap uThaa_iigiraa chaachaa hai bhikhaarii bhaa_ii lafa.ngaa bahanaa badasuurat bechaarii aur jo hai terii ma_iyaa usakii kyaa boluu.n bha_iyaa bhai.nso.n kaa jaise chaaraa khaa_e re o le ke aa_ii tilak hai \threedots he duulhe raajaa tum ye la.Daa_ii rukavaa do dono.n gharo.n ke logo.n ko ye samajhaa do duulhe dulhan ko sab mil ke du_aa do jug jug ji_e.n ye dono.n phuule.n phale.n ye dono.n ghar khushiyo.n se bhar jaa_e re ho le ke aa_ii tilak hai \threedots % #endindian \endsong