% \startsong \stitle{duuriyaa.N nazadiikiyaa.N ban ga_ii.n ajab ittifaaq hai}% \film{Duniya}% \year{1968}% \starring{Dev Anand, Vyjayantimala}% \singer{Kishor, Asha}% \music{Shankar-Jaikishan}% \lyrics{Hasrat}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11075 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % ki \: duuriyaa.N nazadiikiyaa.N ban ga_ii.n ajab ittifaaq hai \-2 aa \: kah Daalii.n kitanii baate.n anakahii ajab ittifaaq hai \-2 ki \: duuriyaa.N nazadiikiyaa.N \threedots ( aisii milii.n do nigaahe.n milatii hai.n jaise do raahe.n jaagii ye ulfat puraanii gaane lagii hai.n fizaa_e.N aah aah ) \-2 pyaar kii shahanaa_iyaa.N baj ga_ii.n ajab ittifaaq hai duuriyaa.N nazadiikiyaa.N \threedots aa \: ( ek Dagar pe mile hai.n ham\-tum tum\-ham do saa_e aisaa lagaa tumase milakar din bachapan ke aa_e aah aah ) \-2 vaadiyaa.N ummiid kii saj ga_ii.n ajab ittifaaq hai ki \: duuriyaa.N nazadiikiyaa.N \threedots ( pahale kabhii ajanabii the ab to merii zindagii ho sapano.n me.n dekhaa thaa jisako saathii puraane tum hii ho ho ho ho ) \-2 bastiyaa.N aramaan kii bas ga_ii.n ajab ittifaaq hai ki \: duuriyaa.N nazadiikiyaa.N \threedots do \: duuriyaa.N nazadiikiyaa.N \threedots % #endindian \endsong