% \startsong \stitle{raat ra.ngiilii mast nazaare giit sunaaye.n chaa.Nd\-sitaare}% \film{Dulari}% \year{1949}% \starring{Suresh, Madhubala, Geeta Bali}% \singer{Lata, Rafi}% \music{Naushad}% \lyrics{Shakeel}% % % Contributor: BOL ANAMOL #12044 [V S Rawat] % % Song courtesy: http://www.indiascreen.com (Late Shri Amarjit Singh) % \printtitle #indian % la \: raat ra.ngiilii mast nazaare ra \: giit sunaaye.n chaa.Nd\-sitaare do \: raat ra.ngiilii la \: o o o aaj luTaa ke aaj luTaa ke pyaar pe tan\-man apanii wafaa kaa naam kare.nge \-2 pyaar kaa dil me.n ra.ng bhare.nge ra \: chho.D ke ye dukh\-dard kii duniyaa nayaa nagar aabaad kare.nge jiiwan ko aazaad kare.nge do \: ham\-tum dono.n pyaar ke maare \-2 mast nazaare la \: raat ra.ngiilii mast nazaare ra \: giit sunaaye.n chaa.Nd\-sitaare do \: raat ra.ngiilii ra \: aa_o \-2 aa_o chale.n aakaash pe ham\-tum chaa.Nd kii nagarii me.n chhup jaaye.n duniyaa waale dekh naa paaye.n la \: naach\-naach ke taal pe man kii naach\-naach ke naach\-naach ke taal pe man kii apanaa\-apanaa raag sunaaye.n dil se dil ke taar milaaye.n do \: dhun bhii niraalii bol bhii pyaare \-2 mast nazaare raat ra.ngiilii % #endindian \endsong