% \startsong \stitle{kaajal vaale nain milaa ke kar ... are re re luuT liyaa re}% \film{Devar}% \year{1966}% \starring{Dharmendra, Sharmila Tagore, Devan Verma}% \singer{Rafi}% \music{Roshan}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10494 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: Based on novel "naa" by Tarashankar Bandhopadhyaya % \printtitle #indian % kaajal vaale nain milaa ke kar Daalaa bechain kisii matavaalii ne are re re luuT liyaa re jhaa.Njhar vaalii ne zulfe.n gaalo.n ko chuum rahii thii.n ik ghaTaa sii jhuum rahii thii panaghaT se haay chalii aa rahii thii iThalaate hu_e tarasaate hu_e dil se nikalii haay mujhe jab dekhaa nain jhukaa_e gulo.n kii Daalii ne are re re luuT liyaa \threedots chaa.Nd sii gorii shoK hasiinaa haay mushkil kar ga_ii maranaa\-jiinaa ek jhalak me.n hu_aa ye haal ki mai.n diivaanaa banaa mastaanaa banaa paravaanaa banaa mai.n kho baiThaa hosh mujhe yuu.N kar Daalaa madahosh nashe kii pyaalii ne are re re luuT liyaa \threedots kal sapane me.n phir aa_e thii ham dono.n the tanhaa_ii thii ghuu.NghaT me.n haay chhupii jaa rahii thii vo sharmaate hu_e ghabaraate hu_e muskaate hu_e biite saarii raat na samajhii mere dil kii baat bholii\-bhaalii ne are re re luuT liyaa \threedots % #endindian \endsong