% \startsong \stitle{tuu kaun hai meraa kah de baalam pa.Duu.N mai.n tore pai.nyaa.N}% \film{Deedaar}% \year{1951}% \starring{Dilip Kumar, Nargis, Ashok Kumar, Nimmi }% \singer{Lata}% \music{Naushad}% \lyrics{Shakeel}% % % Contributor: BOL ANAMOL #12122 [V S Rawat] % \printtitle #indian % ( tuu kaun hai meraa kah de baalam pa.Duu.N mai.n tore pai.nyaa.N ye baat bhalaa mai.n kaise kahuu.N tuu laage moaa sai.nyaa.N tuu laage moaa sai.nyaa.N ho ) \-2 bhole man me.n kab tak rakhuu.N \-2 cha.nchal bhed chhipaaye ho cha.nchal bhed chhipaaye dil kii baat zubaa.N tak aaye aur kahii.n naa aaye dil kii baat zubaa.N tak aaye ho aur kahii.n naa aaye tohe dekh piyaa sharamaaye jiyaa ab naahii.n umar la.Dakaiyaa.N ye baat bhalaa mai.n kaise kahuu.N tuu laage moaa sai.nyaa.N tuu laage moaa sai.nyaa.N ho ho priit hai maha.ngii is duniyaa me.n haay priit hai maha.ngii dil ke saude sasate priit hai maha.ngii is duniyaa me.n dil ke saude sasate man kaa rastaa ek hai baalam \-2 tan ke laakho.n rasate o tan ke laakho.n rasate kho ja_iyo kahii.n naa mil ke sajan ye jag hai bhuulabhulaiyaa.N ye baat bhalaa mai.n kaise kahuu.N tuu laage moaa sai.nyaa.N tuu laage moaa sai.nyaa.N ho tuu kaun hai meraa kah de baalam pa.Duu.N mai.n tore pai.nyaa.N ye baat bhalaa mai.n kaise kahuu.N tuu laage moaa sai.nyaa.N tuu laage moaa sai.nyaa.N ho % #endindian \endsong