% \startsong \stitle{nazar phero na hamase ham hai.n tum par marane waalo.n me.n}% \film{Deedaar}% \year{1951}% \starring{Dilip Kumar, Nargis, Ashok Kumar, Nimmi }% \singer{G M Durrani, Shamshad}% \music{Naushad}% \lyrics{Shakeel}% % % Contributor: BOL ANAMOL #12121 [V S Rawat] % \printtitle #indian % jii \: nazar phero na hamase ham hai.n tum par marane waalo.n me.n nazar phero na hamase \-2 ham hai.n tum par marane waalo.n me.n hamaaraa naam bhii likh lo mohabbat karane waalo.n me.n \-2 sha \: ( jahaa.N nazare.n milii.n bole ke ham hai.n marane waalo.n me.n ) \-2 banaawaT hii banaawaT hai mohabbat karane waalo.n me.n \-2 jii \: o tumhaarii shoKiyo.n ko dil meraa naakaam kar degaa aa.n sunaa kar pyaar ke nagame.n tumhe.n badanaam kar degaa haa.N ajii ye dil nahii.n chhip\-chhip ke aahe.n bharane waalo.n me.n hamaaraa naam bhii likh lo mohabbat karane waalo.n me.n \-2 sha \: wahii dil hai jo is duniyaa me.n apanaa naam kar jaaye muhabbat kyaa karegaa wo jo badanaamii se Dar jaaye haa.N nahii.n ham aapakii in dhamakiyo.n se Darane waalo.n me.n banaawaT hii banaawaT hai mohabbat karane waalo.n me.n \-2 % #endindian \endsong