% \startsong \stitle{sirf khilaa.Dii badal gayaa baakii khel puraanaa hai}% \film{Daadaagiri}% \year{1987}% \starring{Dharmendra, Padmini Kolhapure, Govinda, Rati Agnihotri, Amrish Puri}% \singer{Anuradha Paudwal}% \music{Annu Malik}% \lyrics{Hasrat}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % sirf khilaa.Dii badal gayaa baakii khel puraanaa hai aaj tumhaare zulm\-o\-sitam kaa hamako karz chukaanaa hai sirf khilaa.Dii badal gayaa \threedots kaisii duniyaa kaisii ulfat kaisii rishtedaarii khaaq me.n aaj milaa de.nge jhuuThii shaan tumhaarii isakaa lagataa nashaa na hogaa mu.nh ke bal gir jaa_oge maut kii jaan le ke haTegii aaj jaan tumhaarii saarii baazii ulaT ga_ii hai aaj tumhe.n haraanaa hai is ko.De kii taal pe dekho tumako khuub nachaanaa hai sirf khilaa.Dii badal gayaa \threedots jo bhii diyaa hai karzaa tumane karz adaa ham karate hai.n saamane tum ho saamane ham hai.n phir na samajhanaa Darate hai.n ##stick## se maar bhagaa_e.n aisaa zamaanaa aa hii gayaa aaj tumhaarii haalat pe ham jhuum jhuum ke ha.Nsate hai.n kal tak tumane hame.n rulaayaa aaj tumhe.n rulaanaa hai vah hii ghar hai vo hii mandir dekho vahii Thikaanaa hai aaj tumhaare zulm\-o\-sitam \threedots % #endindian \endsong