% \startsong \stitle{mai.n kyaa jaanuu.N kyaa jaaduu hai}% \film{Zindagi}% \year{1940}% \starring{Saigal}% \singer{Saigal}% \music{Pankaj Mullick}% \lyrics{}% % % Contributor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu) % Transliterator: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % mai.n kyaa jaanuu.N kyaa (jaaduu hai \- 3) \- 2 in do matavAle naino.n me.n (jaaduu hai \- 3) mai.n kyaa jaanuu.N \threedots ek ek athAh sAgar sA hai \- 2 in do matavAle naino.n me.n (jAdU hai \- 3) mai.n kyaa jaanuu.N \threedots (man pUchh rahA hai ab mujhase naino.n ne kahA hai kyA tujhase ) \- 2 jab nain mile (naino.n ne kahA \- 2) jab nain mile naino.n ne kahA ab nain base ke naino.n me.n mai.n kyaa jaanuu.N \threedots % #endindian \endsong %