% \startsong \stitle{laaj saram tuune chhiinii re mose nainaa milaa_ii ke}% \film{Dil Kyaa Kare}% \year{1999}% \starring{Ajay Devgan, Kajol, Mahima Chaudhary}% \singer{Abhijit, Alka Yagnik}% \music{Jatin Lalit}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % ra.ng laga_ii lo a.ng laga_ii lo goriyaa hamare sa.ng kaa kahat ho aaj zaraa saa pyaar karo tum Thiik kahat ho kal kar la_iiyo ja.ng laaj saram tuune chhiinii re mose nainaa milaa_ii ke karanii na thii jo kar diinii re tose nainaa milaa_ii ke laaj saram sab chhiinii re tose nainaa milaa_ii ke karanii na thii jo kar diinii re tose nainaa haa.n tose nainaa milaa_ii ke ra.ng nikal jaa_e to kahiyo saarii umariyaa dhote rahiyo torii chunar ra.ng diinii re tose nainaa milaa_ii ke haa.n nainaa tose nainaa milaa_ii ke o o kuchh dekhaa phir kuchh naa dekhaa kuchh dekhaa haay naa dekhaa kuchh dekhaa phir kuchh naa dekhaa kaun kasam aur kaun sii rekhaa to.D ke bas rakh diinii re tose nainaa milaa_ii ke laaj saram tuune \threedots a.ng hamaare sa.ng lagaa_o phir zaraa saa ra.ng lagaa_o araj garaj kar diinii re tose nainaa milaa_ii ke araj garaj kar diinii tose nainaa milaa_ii ke laaj saram tuune \threedots aa prem Dagar me.n bhuul bhulaiyaa dhuup sa.Dak par dekhii chha_iyaa.n raat basar haay raat basar kar liinii re tose nainaa milaa_ii ke laaj saram tuune \threedots % #endindian \endsong