% \startsong \stitle{jaaduu saa chhaane lagaa ... ye dil kyaa kare}% \film{Dil Kyaa Kare}% \year{1999}% \starring{Ajay Devgan, Kajol, Mahima Chaudhary}% \singer{Udit Narayan, Alka Yagnik/ Kumar Sanu, Alka Yagnik}% \music{Jatin Lalit}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % %Part 1: % jaaduu saa chhaane lagaa paagal banaane lagaa kuchh yaad aane lagaa kuchh bhuul jaane lagaa kyaa naa kare kyaa kare ye dil kyaa kare diivaanaa paagal saa dil aa.Nkho.n me.n kaajal saa dil laharaate aa.Nchal saa dil zulfo.n me.n baadal kaa dil tarase na ye barase na ye ye dil kyaa kare \threedots tumase churaa le.n tumhe.n sabase chhupaa le.n tumhe.n jaa.n se lagaa le.n tumhe.n sapanaa banaa le.n tumhe.n mai.n betaab huu.N tuu bechain hai ye dil kyaa kare \threedots % %Part 2: % bhuulaa fasaanaa ko_ii guzaraa zamaanaa ko_ii saathii puraanaa ko_ii banake bahaanaa ko_ii agar dil me.n yuu.n samaa jaa_e to ye dil kyaa kare \threedots is paar rah naa sake us paar jaa naa sake khaamosh rah naa sake jo chaahe kah naa sake ye paagal samaa.n ye mausam javaa.n ye dil kyaa kare \threedots % #endindian \endsong