% \startsong \stitle{bol sajanii morii sajanii Dha.ng jahaa.N kaa kitanaa badalaa}% \film{Doli Saja Ke Rakhna}% \year{1998}% \starring{Akshay Khanna, Jyothika}% \singer{Sonu Nigam, Kavita Krishnamurthy}% \music{A R Rahman}% \lyrics{Mehboob}% % % Contributor: BOL ANAMOL #12352 [V S Rawat], 01/02/2004 % \printtitle #indian % bol sajanii morii sajanii \-2 %(please speak o lover, my lover) Dha.ng jahaa.N kaa kitanaa badalaa %(the ways of the world have changed so much) ra.ng mohabbat kaa naa badalaa %(the color of love has not changed to the least) chalan wafaa kaa hai bas vaisaa %(the tradition of faith are still like that) sadiyo.n se hii thaa vo jaisaa %(the way it had been for centuries) pyaar kaa diivaanaapan hai vo hi %(the madness of love is still very much the same) o sajanaa kah de pyaar ke bol zaraa tuu bhii %(o lover, you also please speak two words of love) sajanii re sajanii re ek tuu hii jahaa.N me.n hai anamol %(o lover, o lover, only you are priceless in the entire world) aajaa re merii baa.Nho.n me.n tuu Dol %(come in my arms and you swing) sajanii re sajanii re ek tuu hii jahaa.N me.n hai anamol aajaa re merii baa.Nho.n me.n tuu Dol bol sajanii mori sajanii jiine kaa bahaanaa hai ye pyaar saathii %(o companion, this love is an excuse for living) sapanaa suhaanaa hai ye pyaar saathii %(o companion, this love is an enchantign dream) sa.ng mere saathii chal %(come with me, o companion) dharatii chalii hai jaise aasamaa.N sa.ng %(as if the earth is going with the sky) parabat hai kahii.n pe ghaTaa sa.ng %(mountain is somewhere alongwith clouds) kahii.n dhu.ndh me.n ham ho.n jaaye.n ojhal chal %(we shall disappear somewhere in the mists, come) zamaane kii aa.Nkho.n se bach ke %(sparing the scruitiny of the eyes of the world) naino.n me.n ek duuje ke chhup ke %(hiding in the eyes of each other) bitaaye.n do pal ham chupake chupake %(let's spend two moments, secretly) bol sajana more sajanaa bol sajana more sajanaa Dha.ng jahaa.N kaa kitanaa badalaa ra.ng mohabbat kaa naa badalaa chalan wafaa kaa hai bas vaisaa sadiyo.n se hii thaa vo jaisaa pyaar kaa diivaanaapan hai vo hi o sajanaa kah de pyaar ke bol zaraa tuu bhii sajanii re sajanii re ek tuu hii jahaa.N me.n hai anamol aajaa re merii baa.Nho.n me.n tuu Dol sadiyo.n puraanii ye riit rahii hai %(this is a tradition continuing for centuries) jab bhii dilo.n me.n kahii.n priit hu_ii hai %(whenever hearts have been in love anywhere) dushman hu_ii ye duniyaa %(this world has become enemy) Daraa nahii.n zulmo.n se ishq bhii par %(but, love has not become afraid of atrocities) talawaaro.n pe rakh diyaa sar %(it has kept it head on the swords to get killed) za.njiire.n bhii TuuTii.n ye duniyaa bhii haarii %(the shackles had got broken, this world also had got defeated) wafaa kaa ham bhii thaame paracham %(we too are holding the flag of faith) jiye.nge jab tak tum\-ham %(as long as i and you shall live) mil baa.NT le.nge Kushii ho yaa Gam %(we shall together share where it is hapiness or sorrow) bol sajanii morii sajanii Dha.ng jahaa.N kaa kitanaa badalaa ra.ng mohabbat kaa naa badalaa chalan wafaa kaa hai bas vaisaa sadiyo.n se hii thaa vo jaisaa pyaar kaa diivaanaapan hai vo hi o sajanaa kah de pyaar ke bol zaraa tuu bhii sajanii re sajanii re ek tuu hii jahaa.N me.n hai anamol aajaa re merii baa.Nho.n me.n tuu Dol bol sajanii morii sajanii % #endindian \endsong %