% \startsong \stitle{dard\-e\-judaa_ii hai Gam kii ghaTaa chhaa_ii hai}% \film{Chhoti Bhabhi}% \year{1950}% \starring{Karan Deewan, Nargis, Shyam, Kuldeep, Shyama, Yaqub}% \singer{Lata}% \music{Husnlal-Bhagatram}% \lyrics{Qamar Jalalabadi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11384 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: This lyrics were printed in Listeners' Bulletin Vol #121 under Geetanjali #111 % \printtitle #indian % dard\-e\-judaa_ii hai Gam kii ghaTaa chhaa_ii hai aa.Nkh bhar aa_ii hai ( duhaa_ii hai ) \-2 kal jin aa.Nkho.n me.n baalam the aaj uname.n barasaat hai vo bhii ek raat thii yah bhii ek raat hai yaad kisii kii aa_ii hai Gam ke aa.Nsuu laa_ii hai aa.Nkh bhar aa_ii \threedots tuu kyaa jaane duniyaa ne kyaa\-kyaa ilzaam lagaa_e hai.n dil ke aramaa.N aa.Nkho.n me.n aa.Nsuu ban\-ban ke aa_e hai.n jinase kii bhalaa_ii hai unase milii buraa_ii hai aa.Nkh bhar aa_ii \threedots sun ke merii majabuurii baalam aa.Nsuu nahii.n bahaanaa duniyaa chaahe kuchh bhii kahe meraa pyaar bhuul na jaanaa qismat khii.nch ke laa_ii hai mat samajho bewafaa_ii hai aa.Nkh bhar aa_ii \threedots % #endindian \endsong