% \startsong \stitle{tujhe bhuul ke maaTii ... o terii duniyaa kaisii tuu jaane}% \film{Chaandi Sonaa}% \year{1977}% \starring{Sanjay Khan, Parvin Babi, Premnath, Ranjit, Danny, Asrani, Paintal}% \singer{Mukesh}% \music{R D Burman}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10755 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % tujhe bhuul ke maaTii kii putalii par ko_ii man kii khi.Dakii khol rahaa jisame.n teraa naam tule jag usame.n sonaa\-chaa.Ndii tol rahaa apanaa kyaa hai ham to anajaane o terii duniyaa kaisii tuu jaane jiivan path pe nikale do pal ko ham apane jii ko bahalaane o terii duniyaa \threedots tuune jab duniyaa ye banaa_ii dharatii kii chaadar phailaa_ii chandaa\-suuraj kii jot jalaa_ii par jisake li_e jag tuune rachaa vo karake ise viiraan rahaa dharatii kii chaadar chhiin chukaa ab chaa.Nd aur suuraj maa.Ng rahaa ye tere bando.n ke afasaane o terii duniyaa \threedots ulTii ga.ngaa bahe jogii chup kaise rahe ab devataa kuchh bhii nahii.n maanavataa kuchh bhii nahii.n yaar se yaarii ga_ii vo diladaarii ga_ii aisii chhaayaa tale ham diivaane bhale kaisaa pyaar kahaa.N kii dostii kaisaa rishtaa\-naataa tere hote insaan teraa shaitaan hu_aa o daataa par ye kyaa kah rahe ham diivaane o terii duniyaa \threedots jab dil me.n paraayaa dard uThe duuje ke tuu kaam aa_e yaaraa tab GYaan milaa jiivan tujhako chaa.Ndii\-sone se bhii pyaaraa varanaa dhan to chiiz hii kyaa hai kahe miyaa.N naziiraa kaa ikataaraa sab ThaaTh pa.Daa rah jaa_egaa jab laad chalegaa ba.njaaraa kaam aa_e.Nge yahii pyaar ke nazaraane o terii duniyaa \threedots % #endindian \endsong