% \startsong \stitle{piinaa zaruurii hai jiine ke li_e}% \film{Chaachaa Bhatijaa}% \year{1977}% \starring{Dharmendra, Hema Malini, Randhir Kapoor, Yogita Bali, Rahman}% \singer{Kishor}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11272 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % piinaa zaruurii hai jiine ke li_e jiinaa zaruurii hai piine ke li_e Kair ham to sharaab piite hai.n jo nahii.n piite Kaaq jiite hai.n he jiinaa zaruurii hai \-2 jiine ke li_e piinaa oh zaruurii hai piinaa zaruurii hai piine ki li_e jiinaa\-jiinaa taubaa jiinaa zaruurii hai jiine ke li_e \threedots ham ko to bas kaam hai apane hii kaam se kabhii pii lii botal se kabhii pii lii jaam se \-2 farq nahii.n pa.Dataa ko_ii dil kisii naam se lekin ik hasiinaa zaruurii hai jiine ke li_e \threedots haa.N haa.N bevajah nahii.n Gussaa janaab kaa naam hai ba.Daa buraa is KaanaaKaraab kaa \-2 achchhaa nahii.n piinaa har mausam me.n sharaab kaa saavan kaa mahiinaa zaruurii hai piine ke li_e \threedots TuuTate hai.n shaq se rishte dil\-o\-jaan ke sachche pyaar ko jo chho.D de jhuuThaa pyaar maan ke \-2 kahate hai.n ki chehare pe aise insaan ke sharm kaa pasiinaa zaruurii hai jiine ke li_e \threedots piine ke li_e \threedots % #endindian \endsong