% \startsong \stitle{saathii re ... qadam qadam se dil se dil}% \film{Chaar Dil Chaar Raahen}% \year{1959}% \starring{Raj Kapoor, Meena Kumari, Shammi Kapoor, Nimmi, Kumkum, Ajit}% \singer{Mukesh, Manna De, Mahendra Kapoor, Meena Kapoor}% \music{Anil Biswas}% \lyrics{Sahir}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11445 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % saathii re \-3 qadam qadam se dil se dil milaa rahe hai.n ham vatan me.n ek nayaa chaman khilaa rahe hai.n ham qadam qadam se \threedots ham aaj nii.nv rakh rahe hai.n ( us nijaam kii ) \-2 bike na zindagii jahaa.N ( kisii Gulaam kii ) \-2 luTe.n na mehanate.n pise hu_e aavaam kii na bhar sake tijoriyaa.N ko_ii haraam kii saathii re \-2 har ek uu.Nch\-niich ko miTaa rahe hai.n ham qadam qadam se \threedots saathii re bhaa_ii re videshii luuT kii jagah ( ho desii luuT kyo.n ) \-2 safed jhuuTh kii jagah ( siyaah jhuuTh kyo.n ) \-2 vatan sabhii kaa hai to phir vatan me.n phuuT kyo.n samaaj ke dushmano.n ko mil rahii hai chhuuT kyo.n saathii re bhaa_ii re khulii sabhaa me.n ye savaal uThaa rahe hai.n ham qadam qadam se \threedots saathii re bhaa_ii re hamaare baaju_o.n me.n ( aa.Ndhiyo.n kaa zor hai ) \-2 hamaarii dha.Dakano.n me.n ( baadalo.n kaa shor hai ) \-2 hamaare haath me.n vatan kii baagaDor hai na bach ke jaa sake.nge jinake dil me.n chor hai saathii re bhaa_ii re suno ki apanaa faisalaa sunaa rahe hai.n ham qadam qadam se \threedots % #endindian \endsong