% \startsong \stitle{na jaane kahaa.n se aa_ii hai na jaane kahaa.n ko jaa_egii ... ye la.Dakii}% \film{Chaalbaaz}% \year{1989}% \starring{Sunny Deol, Sridevi, Rajnikant, Anupam Kher, Shakti Kapoor, Anu Kapoor}% \singer{Amit Kumar, Kavita Subramaniam}% \music{Laxmikant Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % na jaane kahaa.n se aa_ii hai na jaane kahaa.n ko jaa_egii \-2 diivaanaa kise banaa_egii ye la.Dakii ba.Dii chhoTii sii hai ye baat kisii ke haath na aa_egii ye la.Dakii \-2 na jaane kahaa.n se aa_ii hai \threedots ye bhiigaa hu_aa badan teraa \-2 is dil me.n aag lagaa degaa chhaa_egaa baadal zulfo.n kaa paagal tujhe banaa degaa \-2 karegaa yaad mujhe din raat \-2 ba.De afasos kii hai baat kisii ke haath na aa_egii ye la.Dakii \-2 ye la.Dakii sii bhiigii bhaagii sii \-2 kyaa ghar se bhaag ke aa_ii hai ye la.Dakii nahii.n hai naagin hai jo nii.nd se jaag ke aa_ii hai \-2 mere haatho.n me.n de do haath ba.De afasos kii hai baat kisii ke haath na aa_egii ye la.Dakii aaraam se baiTho paas mere Darane kii ko_ii baat nahii.n \-2 mai.n tumase kyaa Daruu.n mere aise to bure haalaat nahii.n karegii yaad mujhe din raat \-2 ba.De afasos kii hai baat kisii ke haath na aa_egaa ye la.Dakaa \-2 na jaane kahaa.n se aa_ii hai \threedots % #endindian \endsong