% \startsong \stitle{ham un ko samajhate hai.n ummiido.n kaa sahaaraa}% \film{Bikhare Moti}% \year{1951}% \starring{Kamini Kaushal, Nigar, Jivan, Jayant, Neelam, Ranjana, Sherry}% \singer{Lata}% \music{Ghulam Mohammad}% \lyrics{Akhtar-ul-Imaan}% % % Contributor: BOL ANAMOL #12306 [V S Rawat], 23/01/2004 % \printtitle #indian % ( ham un ko samajhate hai.n ummiido.n kaa sahaaraa de\-de ko_ii jaa kar unhe.n paiGaam hamaaraa ) \-2 bedard hai.n kyaa samajhe.nge wo merii mohabbat \-2 aa.Nsuu hai merii aa.Nkh kaa TuuTaa hu_aa taaraa de\-de ko_ii jaa kar unhe.n paiGaam hamaaraa ham un ko samajhate hai.n ummiido.n kaa sahaaraa de\-de ko_ii jaa kar unhe.n paiGaam hamaaraa o ( wo aa.Nkh bachaa kar jo mere paas se Guzare ho paas se Guzare ) \-2 dil ne unhe.n rah\-rah ke ka_ii baar pukaaraa de\-de ko_ii jaa kar unhe.n paiGaam hamaaraa ham un ko samajhate hai.n ummiido.n kaa sahaaraa de\-de ko_ii jaa kar unhe.n paiGaam hamaaraa o ( yaad aa gayaa aise me.n hame.n milanaa kisii kaa milanaa kisii kaa ) \-2 jaataa thaa kahii.n duur ko_ii dard kaa maaraa de\-de ko_ii jaa kar unhe.n paiGaam hamaaraa ham un ko samajhate hai.n ummiido.n kaa sahaaraa de\-de ko_ii jaa kar unhe.n paiGaam hamaaraa % #endindian \endsong %