% \startsong \stitle{bichha.De hu_e paradesii ik baar to aanaa tuu}% \film{Barsaat}% \year{1949}% \starring{Raj Kapoor, Nargis, Nimmi, Premnath}% \singer{Lata}% \music{Shankar Jaikishan}% \lyrics{Hasrat}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10810 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: Ashok Dhareshwar % \printtitle #indian % ( bichha.De hu_e paradesii ) \-2 ik baar to aanaa tuu jab aa.Nkh milaa_ii hai nazare.n na churaanaa tuu bichha.De hu_e paradesii \threedots vaade bhii ki_e tuune khaa_ii thii qasam merii \-2 vaado.n pe hii jiitii huu.N hai aas mujhe terii \-2 ( itanii hai aarazuu merii ) \-2 mujhako na bhulaanaa tuu jab aa.Nkh milaa_ii \threedots duniyaa mujhe chhiine hai sabane mujhe gheraa hai \-2 aur merii zubaa.N par to bas naam hii teraa hai \-2 ( duniyaa na ha.Nse mujh par ) \-2 itanaa na rulaanaa tuu jab aa.Nkh milaa_ii \threedots gairo.n kaa na ho jaanaa jab apanaa banaayaa hai \-2 paas aa ke na kho jaanaa jab dil me.n basaayaa hai \-2 ( jo baat kahii tuune ) \-2 vo baat nibhaanaa tuu jab aa.Nkh milaa_ii \threedots % #endindian \endsong