% \startsong \stitle{nainaa to dukhan laage ... chandaa re morii patiyaa.n le jaa}% \film{Banjaarin}% \year{1960}% \starring{Kanchan Kamini, Manhar Desai, Lalita Kumari, Sundar, Indira Bansal}% \singer{Mukesh, Lata}% \music{Pardesi}% \lyrics{Pt. Madhur}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10307 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % la \: nainaa to dukhan laage chandaa re morii ( patiyaa.n le jaa ) \-2 saajan ko pahu.Nchaa de re vo likh sake javaab unhe.n tuu meraa pataa bataa de re chandaa re mu \: chandaa re morii ( patiyaa le jaa ) \-2 sajanii ko pahu.Nchaa de re vo likh sake javaab \threedots la \: palako.n kii hai kalam banaa_ii kaajal bah kar banii siyaahii kaise likhuu.N kahaanii Gam kii tuu hii mujhe bataa de re chandaa re \threedots mu \: ham Kush hai.n Gam diyaa hai tuune ye ehasaan kiyaa hai tuune jahaa.N raho Kush raho merii is du_aa kaa asar dikhaa de re chandaa re \threedots do \: o aakaash ke sundar darpaN tuu hii sajanii tuu hii saajan bichha.De dilo.n ko phir se milaa de rotaa chaman ha.Nsaa de re chandaa re \threedots % #endindian \endsong