% \startsong \stitle{aataa hai zi.ndagii me.n bhalaa pyaar kis tarah}% \film{Balam}% \year{1949}% \starring{Suraiya, Vasti, Nigaar, Masud, Jayant, Agha}% \singer{Suraiya, Rafi}% \music{Husnlal-Bhagatram}% \lyrics{Qamar Jalalabadi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #12596 [V S Rawat], 10/02/2004 % \printtitle #indian % su \: ( aataa hai zi.ndagii me.n bhalaa pyaar kis tarah bhalaa pyaar kis tarah ) \-2 ra \: ( aa.Nkhe.n uThaa_o phir mai.n bataa_uu.Ngaa is tarah bataa_uu.Ngaa is tarah ) \-2 su \: anjaan se milaap hogaa to kis tarah \-2 hogaa to kis tarah ra \: ( do lahare.n aa ke duur se mil jaaye.n jis tarah ho mil jaaye.n jis tarah ) \-2 su \: aataa hai zi.ndagii me.n bhalaa pyaar kis tarah bhalaa pyaar kis tarah su \: ulfat me.n Gam jo aaye sahuu.Ngii mai.n kis tarah \-2 sahuu.Ngii mai.n kis tarah ra \: ( tuufaa.N me.n naav chalatii hai bach\-bach ke jis tarah ho bach\-bach ke jis tarah ) \-2 su \: aataa hai zi.ndagii me.n bhalaa pyaar kis tarah bhalaa pyaar kis tarah su \: mujhako bhalaa kisii pe yaqii.n aaye kis tarah \-2 yaqii.n aaye kis tarah ra \: ( be\-jaane\-buujhe mujhako bharosaa hai jis tarah bharosaa hai jis tarah ) \-2 su \: aataa hai zi.ndagii me.n bhalaa pyaar kis tarah bhalaa pyaar kis tarah ra \: aa.Nkhe.n uThaa_o phir mai.n bataa_uu.Ngaa is tarah bataa_uu.Ngaa is tarah % #endindian \endsong %