% \startsong \stitle{tuune kiyaa thaa vaadaa ab na badal iraadaa ... mere siine se lag jaa tuu}% \film{Bhrashtaachaar}% \year{1989}% \starring{Rekha, Mithun, Abhinav Chaturvedi, Shilpa Shirodkar, Rajnikant, Anupam Kher}% \singer{Alka Yagnik}% \music{Laxmikant Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % tuune kiyaa thaa vaadaa ab na badal iraadaa \-2 vaade se na mukar tuu haa.N karake mere siine se lag jaa tuu Thaa.n karake \-2 tuune kiyaa thaa vaadaa \threedots be_iimaan mere jii me.n tuu jaa.n banake rah jaa kuchh roj aur dil kaa mehamaan banake rah jaa na jaa khaalii re dil kaa makaa.n kar ke mere siine se lag jaa \threedots dil ko churaa ke tuu ab aa.Nkhe.n churaa rahaa hai mai.n paas aa rahii huu.N tuu duur jaa rahaa hai na jaa mushqil me.n tuu merii jaa.n karake mere siine se lag jaa \threedots is dillagii me.n maine dil muft me.n jalaayaa jalane kaa haay mujhako kuchh bhii mazaa na aayaa faayadaa kuchh na hu_aa bas dhu_aa.n karake mere siine se lag jaa \threedots % #endindian \endsong