% \startsong \stitle{terii ba.njaaran raastaa dekhe ... kab aa_egaa mere banjaare}% \film{Banjaaran}% \year{1991}% \starring{Rishi, Sridevi, Kulbhushan Kharbanda, Gulshan, Pran, Raza Murad}% \singer{Anuradha Paudwal}% \music{Laxmikant Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % terii ba.njaaran raastaa dekhe kab aa_egaa mere banjaare \-2 o tuu nahii.n aayaa aa ga_e saare kab aa_egaa mere \threedots duur bahut thaa desh teraa pahu.nchaa nahii.n sa.ndesh meraa sapano.n ke raajaa jaldii se aa jaa der na kar saajan pyaare kab aa_egaa mere \threedots aisaa na ho ki tuu na aa_e \-2 Dolii aur ko_ii le jaa_e \-2 ta.Dap ta.Dap ke taras taras ke mai.n mar jaa_uu.n Gam ke maare terii ba.njaaran raastaa dekhe \threedots sapano.n me.n sapanaa to.D gayaa tuu aag sulagatii chho.D gayaa tuu phuulo.n pe chalake lagataa hai aise paa.Nv ke niiche hai.n a.ngaare \-2 kab aa_egaa mere \threedots % #endindian \endsong