% \startsong \stitle{lab-e-khaamosh se afshaa hogaa}% \film{non-Film}% \year{}% \starring{}% \singer{Feroz Akhtar}% \music{}% \lyrics{Ahmed Nadeem Qasmi}% % % Contributor: Vandana Sharma (uusharma@uxa.ecn.bgu.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % ye maukaa hai apane khaas\-e\-yaar ko khush karane kaa \threedots ise suniye to aashik gaa rahe hai.n lekin mahabuubaa bhI gaa sakatii hai (kuchh ##editing##ke baad:) kyU.Nke agar la.Dakiyaa.n khaas\-o\-khaas ho sakatii hai.n to la.Dake bhI koi khaas\-e\-aam nahii.n. Thiik kah rahI huu.N na? ham aapake liye khaas, aap hamaare liye khaas ye baat aur hai ke aap bayaan kar dete hai.n aur ham nahii \hrule (lab\-e\-khaamosh se afshaa hogaa raaz har ra.ng me.n rusavaa hogaa ) \- 2 kis tavvaako pe kisii ko dekhe.n \- 2 koI tumasA bhI hasiin kyA hogaa \- 3 jis bhI fanakaar kA shahakaar ho tum \- 2 usane sadiyo.n tumhe.n sochaa hogaa \- 2 raaz har ra.ng me.n rusavaa hogaa lab\-e\-khamosh se afshaa hogaa ziinat\-e\-ghalakaaye aagosh bano \- 2 dUr baiThoge to charchaa hogaa lab\-e\-khamosh se afshaa hogaa raaz har ra.ng me.n rusavaa hogaa sArI duniyA hame.n pahachaanatii hai \- 2 koI hamasaa bhI nA tanhaa hogaa \- 2 (lab\-e\-khamosh se afshaa hogaa raaz har ra.ng me.n rusavaa hogaa ) \- 2 % #endindian \endsong %