% \startsong \stitle{ai ga.ngaa ma_iyaa ... hai dil me.n mere mere raam}% \film{Bas Itna Sa Khvab Hai}% \year{2001}% \starring{Abhishek Bachchan, Jackie Shroff, Rani Mukerji, Sushmita Sen}% \singer{Sonu Nigam}% \music{Aadesh Srivastava}% \lyrics{Nida Fazli}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % ai ga.ngaa ma_iyaa ai ga.ngaa ma_iyaa tuu jaanaa hame.n naahii.n re he ga.ngaa ma_iyaa saarii dharatii saaraa ambar ga.ngaa jii ke naam saarii dharatii are saaraa ambar saarii dharatii saaraa ambar ga.ngaa jii ke naam hai dil me.n mere mere raam sabako meraa salaam vaah vaah aap kyaa bajaa_e rahe bha_iyaa chaa.Nd merii raato.n kaa sapanaa suuraj din kaa yaar meraa safar yaa meraa iraadaa har siimaa ke paar ek hii ruup ke naam ka_ii raam kaho yaa shyaam hai dil me.n mere \threedots aage mere sapano.n kaa melaa piichhe mere bahaar hare bhare pe.Do.n ke niiche har mausam malhaar ai bha_iyaa mere hii sapano.n kii puujaa merii hii sapano.n kii puujaa mere subah\-o\-shaam hai dil me.n mere \threedots duur bhale ho ma.nzil merii paas hai lekin khvaab aane vaale kal kii lagan me.n har pal hai betaab rastaa chaahe.n jaisaa ho chalanaa meraa kaam hai dil me.n mere \threedots bas itanaa saa khvaab hai % #endindian \endsong