% \startsong \stitle{u.Dan-khaTole pe u.D jaa_uu.N}% \film{Anmol Ghadi}% \year{1946}% \starring{Surinder, Noorjehan, Suraiyya}% \singer{Zohra Bai, Shamshad}% \music{Naushad}% \lyrics{Tanvir Naqvi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #12012 [V S Rawat] % % Song courtesy: http://www.indiascreen.com (Late Shri Amarjit Singh) % \printtitle #indian % zo \: u.Dan-khaTole pe u.D jaa_uu.N tere haath naa aa_uu.N haa.N aa.N aa.N tere haath naa aa_uu.N sha \: u.Dan-khaTole pe u.D jaa_uu.N tere haath naa aa_uu.N haa.N aa.N aa.N tere haath naa aa_uu.N duur\-duur se karuu.N ishaare aur tujhako tarasaa_uu.N chandaa kii khi.Dakii se jhaakuu.N jhaakuu.N aur chhip jaa_uu.N do \: u.Dan-khaTole pe u.D jaa_uu.N tere haath naa aa_uu.N haa.N aa.N aa.N tere haath naa aa_uu.N zo \: ho o o o aaye.n aaye.n aur Guzaratii jaaye.n lambii\-uu.Nchii\-niichii raahe.n galiyaa.N aur baazaar haa.N aa.N aa.N galiyaa.N aur baazaar meraa pa_iyaa meraa pa_iyaa aise bhaage jaise moTar\-kaar do \: bhaage sab sansaar \-2 sha \: suuraj bhaage chandaa bhaage andhiyaaraa ujiyaaraa bhaage dharatii dau.De piichhe ko mai.n aage ba.Dhatii jaa_uu.N zo \: teraa haath paka.D ke tujhako duur kahii.n le jaa_uu.N sha \: mai.n phir bhii haath na aa_uu.N phir bhii haath na aa_uu.N do \: u.Dan-khaTole pe u.D jaa_uu.N tere haath naa aa_uu.N haa.N aa.N aa.N tere haath naa aa_uu.N % #endindian \endsong