% \startsong \stitle{ta.ng mai.n aa gayaa huu.N javaanii se}% \film{Angaarey}% \year{1975}% \starring{Sanjeev Kumar, Rakhi, Dheeraj, Alka, Madan Puri, Jivan}% \singer{Kishore, Asha}% \music{Chitragupt}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11556 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % ta.ng mai.n aa gayaa huu.N javaanii se paas aa_o zaraa meharabaanii se ta.ng mai.n aa ga_ii is kahaanii se aag lagaa ke dil me.n samaa ke dekho aise ha.Nso na tiir chalaa ke suno samajho merii baat jii zaraa dil pe rakh do haath jii aag bujhatii nahii.n dil kii paanii se dard liyaa dil jo diyaa hai tumane apanaa Kud ye haal kiyaa hai bahaano.n se tum mat naam lo haath na thaam lo be_iimaanii se haath paka.D lo maan bhii jaa_o baato.n\-baato.n me.n sanam ruuTh ga_e ho mere dil kii duniyaa khil ga_ii mujhe saarii duniyaa mil ga_ii aur maa.Nguu.N mai.n kyaa zindagaanii se % #endindian \endsong