% \startsong \stitle{aap yuu.N faasalo.n se guzarate rahe}% \film{Shankar Hussain}% \year{1977}% \starring{Madhuchanda, Kanwaljeet, Suhail, Madhumalini}% \singer{Lata}% \music{Khaiyyam}% \lyrics{Jaan Nisar Akhtar}% % % Contributor: Chetan Vinchhi % Transliterator: Rajiv Shridhar % Date: 07/27/1996 % Credits: Sanjay Garg % U.V. Ravindra % Vandana Venkatesan % Editor: % Comments: % \printtitle #indian % aap yuu.N faasalo.n se guzarate rahe dil se kadamo.n kii aavaaz aatii rahii aahaTo.n se a.ndhere chamakate rahe raat aatii rahii raat jaatii rahii ho, gunagunaatii rahii.n merii tanahaa_iyaa.N duur bajatii rahii.n kitanii shahanaa_iyaa.N zi.ndagii zi.ndagii ko bulaatii rahii aap yuu.N faasalo.n se guzarate rahe dil se kadamo.n kii aavaaz aatii rahii aap yuu.N\threedots kataraa kataraa pighalataa rahaa aasmaa.N \-2 ruuh kii vaadiyo.n me.n na jaane kahaa.N ik nadii\threedots ik nadii dilarubaa giit gaatii rahii aap yuu.N faasalo.n se guzarate rahe dil se kadamo.n kii aavaaz aatii rahii aap yuu.N\threedots aap kii garm baaho.n me.n kho jaae.nge aap kii narm zaano.n pe so jaae.nge, so jaae.nge muddato.n raat nii.nde.n churaatii rahii aap yuu.N faasalo.n se guzarate rahe dil se kadamo.n kii aavaaz aatii rahii aap yuu.N\threedots % #endindian \endsong %