% \startsong \stitle{o tere naino.n ke mai.n diip jalaa_uu.Ngaa}% \film{Anuraag}% \year{1972}% \starring{Vinod Mehra, Moushumi Chatterjee, Ashok Kumar}% \singer{Rafi, Lata}% \music{S D Burman}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11535 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % ra \: o tere naino.n ke mai.n diip jalaa_uu.Ngaa apanii aa.Nkho.n se duniyaa dikhalaa_uu.Ngaa tere naino.n ke \threedots la \: achchhaa vo kyaa hai ra \: ek mandir hai la \: us mandir me.n ra \: ek muurat hai la \: ye muurat kaisii hotii hai ra \: terii suurat jaisii hotii hai la \: vo kyaa hai mai.n kyaa jaanuu.N chhaa.Nv hai kyaa aur dhuup hai kyaa ra.ng\-bira.ngii is duniyaa kaa ruup hai kyaa vo kyaa hai ra \: ek parvat hai la \: us parvat pe ra \: ek baadal hai la \: ye baadal kaisaa hotaa hai ra \: tere aa.Nchal jaisaa hotaa hai la \: vo kyaa hai ra \: mast havaa ne ghuu.NghaT kholaa kaliyo.n kaa jhuum ke mausam aayaa hai ra.ng\-raliyo.n kaa la \: vo kyaa hai ra \: ek bagiyaa hai la \: us bagiyaa me.n ra \: ka_ii bha.Nvare hai la \: bha.Nvare kyaa rogii hote hai.n ra \: nahii.n dil ke rogii hote hai.n la \: aisii bhii anjaan nahii.n mai.n ab sajanaa bin dekhe mujhako dikhataa hai sab sajanaa ra \: achchhaa to vo kyaa hai la \: vo saagar hai ra \: us saagar me.n la \: ik naiyaa hai ra \: are tuune kaise jaan liyaa la \: man kii aa.Nkho.n se naam liyaa vo kyaa hai % #endindian \endsong