% \startsong \stitle{hame.n maar chalaa ye Kyaal ye Gam na idhar ke rahe na udhar ke rahe}% \film{Arzoo}% \year{1950}% \starring{Dilip Kumar, Kamini Kaushal, Gop, Cukoo}% \singer{Anil Biswas}% \music{Anil Biswas}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11383 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: This lyrics were printed in Listeners' Bulletin Vol #55 under Geetanjali #45 % corrections by Urzung Khan % \printtitle #indian % hame.n maar chalaa ye Kyaal ye Gam na idhar ke rahe na udhar ke rahe kisii aur kaa ho gayaa ko_ii to ham na idhar ke rahe \threedots ham zahar to khaa lete un bin Kanjar bhii chalaa lete lekin na ho unako Kabar to haay sitam na idhar ke rahe \threedots hai ye pyaar kaa phandaa gardan me.n jiite na bane marate na bane yuu.Nhii biich gale me.n aTakaa hai dam na idhar ke rahe \threedots hame.n maar chalaa \threedots % #endindian \endsong