% \startsong \stitle{bhagavaan tumhaarii duniyaa me.n kyuu.N}% \film{Aanbaan}% \year{1956}% \starring{Nalini Jaywant, Usha Kiran, Ajeet, Mahipal, Pran, Ulhas}% \singer{Rafi}% \music{Husnlal-Bhagatram}% \lyrics{Qamar Jalalabadi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11402 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: This lyrics were printed in Listeners' Bulletin Vol #94 under Geetanjali #84 % \printtitle #indian % bhagavaan tumhaarii duniyaa me.n kyuu.N dil Thukaraa_e jaate hai.n kyuu.N chaahane vaalo.n ke aramaa.N miTTii me.n milaa_e jaate hai.n kyuu.N is bedard zamaane me.n laakho.n hii mahal aashaa_o.n ke har roz banaa_e jaate hai.n har roz miTaa_e jaate hai.n hotii hai buraa_ii kii puujaa is terii andhii duniyaa me.n aur nek insaa.N aa.Nsuu kii tarah nazaro.n se giraa_e jaate hai.n o jiivan baGiyaa ke maalii terii baGiyaa kii yah riit hai kyaa jo phuul khile sehare ke li_e arthii pe cha.Dhaa_e jaate hai.n bhagavaan tumhaarii duniyaa \threedots % #endindian \endsong