% \startsong \stitle{uupar vaale o uupar vaale teraa javaab nahii.n}% \film{Avtaar}% \year{1983}% \starring{Rajesh Khanna, Shabana Azmi}% \singer{Kishor, Lakshmi}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11319 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % uupar vaale \-2 o uupar vaale teraa javaab nahii.n \-2 kab de kyaa de hisaab nahii.n ko \: uupar vaale teraa javaab \threedots ki \: terii meharabaaniyo.n kaa javaab nahii.n uupar vaale teraa javaab \threedots mujhako biivii kaa pyaar diyaa jannat jaisaa ghar\-baar diyaa \-2 la \: har haal me.n Kush rahataa hai tuu dariyaa kii tarah bahataa hai tuu ki \: o tuu nahii.n tum nahii.n aap mai.n are do beTo.n kaa baap mai.n isase ba.Daa ko_ii Kitaab nahii.n uupar vaale teraa javaab \threedots tuu ek haath se letaa hai to sau haatho.n se detaa hai \-2 is dil ko di_e aramaan ba.De mujh par hai.n tere ehasaan ba.De kuchh log hai.n juuto.n ko rote \-2 kuchh logo.n ke paa.Nv nahii.n hote meraa haal itanaa Karaab nahii.n uupar vaale teraa javaab \threedots taariif karuu.N terii kaise ka.Dakii me.n bhej di_e paise \-2 himmat kaa mujhe paiGaam diyaa mehanat kaa mujhe iinaam diyaa dukh\-sukh saathii hai.n duniyaa me.n \-2 phuulo.n\-kaliyo.n kii bagiyaa me.n kaa.NTe bhii hai sirf gulaab nahii.n uupar vaale teraa javaab \threedots % #endindian \endsong