% \startsong \stitle{dhak\-dhak se dha.Dakanaa bhulaa de}% \film{Aashaa}% \year{1980}% \starring{Jeetendra, Reena Roy, Rameshwari}% \singer{Rafi}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11296 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % dhak\-dhak se dha.Dakanaa bhulaa de chhan\-chhan se chhanakanaa sikhaa de \-2 ( mere dil ko piro ke paayal me.n ) \-2 ( ho gorii ) \-2 ghu.Ngharuu banaa de dhak\-dhak se \threedots chhan\-chhan chhan\-chhan chhan\-chhan \-2 ( mujhase bhale ) \-2 chaa.Ndii ke baTan tere jo kurte pe tuune lagaa_e vo paas kitane mai.n duur kitanaa kaise mujhe chain aa_e ( kuchh aur nahii.n to qadamo.n me.n ) \-2 ho tho.Dii sii jagah de ghu.Ngharuu banaa de dhak\-dhak se \threedots ( is duniyaa me.n hai.n ilzaam jitane ) \-2 vo mere sar lag ga_e hai.n din\-raat u.Dane kii sochataa hai is dil ko par lag ga_e hai.n ( is pa.nchhii ko ) \-2 apane naino.n ke ho pi.njare me.n basaa de ghu.Ngharuu banaa de dhak\-dhak se \threedots % #endindian \endsong